Rating: Out of Five
✪✪✪✪ ½

Cast: Aamir Khan, Sakshi Tanwar, Fatima Sana Sheikh and Sanya Malhotra
Director: Nitesh Tiwari
Duration: 2 Hours & 40 minutes
DANGAL, One of the Blockbuster of the decade. So I decided to review this flick in HIndi.
Story: Mahavir Singh Phogat (Aamir), wrestler from Haryana, Gold medal k liye bete ki khwaissh mein, pr apni beti Geeta(Fatima) aur Babita(Sanya) ko train karta hai duniya ke riti rivaajo se ladta hai, Champion banata hai.
Sab se pehle main ye batana chahta hun ki ye film ek sachchi kahani per hai, jis mein Mahavir Singh Phogat ne apni beti Geeta ko trained kara aur Common Wealth Games 2010 mein Gold jitwaya. Gold ke safar tak kya-kya pareshanio aur koshisho se jhoojti hui kahani ko bohat khoobsurti se parde per utara hai Director Nitesh Tiwari ne.

Film bohat inspiring aur entertaining hai, starting se hi film apna samah baandh leti hai. Zabardast performance aur film ki kahani grip bana kar rkhti hai. Film ka music bhi bohat achchha hai aur josh se bhar deta hai.
Aamir khan ne apna role ba-khoobi nibhaya hai. Finest role played by him till now. Iss movie k liye teen bar apna wazan ghataya aur badaya hai, jisse pata lagta hai ki kitni shiddat se Aamir apna pura 100% film mein dete hai. Geeta ke role mein Fatima aur Babita ke role mein Sanya, dono ne hi shandaar acting kari hia.
DANGAL sure shot ek blockbuster film hai jo har kisi ke dil ko chhoo jayegi, iss movie ko har tarah ki audiences dekh sakti hai aur enjoy kar sakti. Film ka bohat hi achchha message hai ki Ladkia bhi ladko se kam nahi hai, bas hume unhe mauka dena chahiye jisse wo desh ka naam roshan kar sake phir wo chahe sports ho ya kuch aur.

No comments:
Post a Comment